Motivational Shayari in hindi
1.
Manjil paana to bohot door ki baat hai
Guroor me rahoge
To raasta bhi nhi dekh paaoge
2.
Waqt ne sataya Dil ne rulaya
Lekin mai pareshan nhi hoon
Halato se darr jau Mai wo insaan nhi hoon
3.
Sapna ek dekhege mushkile hajar aaiygi
Lekin wo manjar bohot khubsurat
Hoga jab safalta shor machiygi